Shayari
अजीब सबूत माँगा उसने मेरी मोहब्बत का,
कि मुझे भूल जाओ तो मानूँ मोहब्बत है..
वो रोई तो जरूर होगी खाली कागज़ देखकर,
ज़िन्दगी कैसी बीत रही है पूछा था उसने ख़त में..
ज़िन्दगी कैसी बीत रही है पूछा था उसने ख़त में..
रखा करो नजदीकियां, ज़िन्दगी का कुछ भरोसा नहीं,
फिर मत कहना की चले भी गए और बताया भी नहीं..
फिर मत कहना की चले भी गए और बताया भी नहीं..
Aashiyane ki baat karate ho,
Dil jalane ki baat karate ho,
Saari duniya ke ranj-o-gam de kar,
Muskurane ki baat karate ho.
Hum ko apni khabar nahin yaaron,
Tum zamane ki baat karate ho,
Zikrr mera suna to chidh ke kaha,
Kis diwane ki baat karate ho.
Hadasaa tha guzar gaya hoga,
Kis ke jaane ki baat karate ho…!!!
Aasman Me Aaj Fir Kaali Ghata
Chhayi Hai, Aaj Fir Gharvali Se
Maar Khai Hai, Patni Kahti Hai
Sudhar Jao, Par Meri Kya Galti
Hai, Aaj Fir Baaju Vali,
Mini Skirt Pahan Ke Aayi Hai…!!!
मेरी ज़िन्दगी को फूलों सा महकता हुआ
कोई गुलशन तुम बना दो,
मेरे जिस्म के ज़र्रे ज़र्रे में
तुम अपनी साँसों की खुशबू मिला दो,
लेकर चिराग अपनी मोहब्बत का
गम के अंधेरों को आके मिटा दो,
बहुत रोये हैं हम चुप चुप के
मेरे लबों को मुस्कराना सीखा दो,
आँखें तरस रही एक मुद्दत से मेरी
आज तो इस चिलमन को उठा दो,
बनते बिगड़ते मतलबी रिश्तों के बीच
एक पाक रिश्ता मुझसे बना लो……!!!
Dost Mere Tanhai Me Na Waqt
Gujara Karo, Kabhi Kabhi
Mahfilo Me Bhi Aaya Karo,
Kya Huo Jo Toot Gaya Samne
Ka Daat, Phir Bhi Muh
Khol Ker Muskuraya Karo…!!!
Keh Do Usse Judaai Aziz Hai Toh Rooth Jaaein;
Woh Jee Sakta Hain Toh Hum Mar Bhi Sakte Hain!
Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The;
Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The;
Kis Baat Ki Saza Di Tumne Humko;
Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye The!
Main Apni Khak Uthakar Kahan Kahan Ghumoon;
Tere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya!
Maine Kabhi Ek Chand Ko Pana Chaha Tha;
Us Door Akash Ke Ek Sitare Ko Gale Lagana Chaha Tha;
In Namumkin Si Cheezon Ko Main Mumkin Banane Chala Tha;
Jane Kyon Us Din Main Kisi Se Dil Lagane Ko Chala Tha!
Socha Tha Ki Woh Bahut Toot Kar Chahege Humein;
Lekin Socha Bhi, Hum Ne Chaha Bhi Hum Ne, Aur Toot Bhi Hum Gaye!
Naa Jaane Kis Hunar Ko Shayari Kehte Ho Tum;
Hum To Woh Likhte Hain Jo Tumse Keh Nahi Paate!
Tannha Rehna To Seekh Liya Humne;
Par Khush Na Kabhi Reh Payenge;
Teri Doori To Phir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil;
Par Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge!
Aye Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyaari Hai;
Jawab Hi Nahi Hamara Kahin Badi Khoob Jodi Hamari Hai!
Apni yaadon se kaho ek din ki chutti de mujhe,
Ishq ke hisse mein bhi itwaar hona chahiye..!!!
Hui Koi Khata Humse To Saja
Dena, Hum Yaad Rahe To Thik
Varna Bhula Dena, Bas Ek
Ilteja Hai Tujhse Haseen Ki,
Break Off Se Pehle Apni
Kisi Saheli Se Mila Dena..!!!
Unki duaon ka hum par asar dekhiye,
Kahan reh gayi thi ye kasar dekhiye.
Hum to nazar aayenge har ishq mein,
Is jahan mein aap apni basar dekhiye.
Bhool baitha hai shayad woh is gaon ko,
Kya hona hai ab haal-e-sahar dekhiye.
Ek baar yun hi sahi rakhne ko dil mera,
Dar par mere zara kabhi thahar dekhiye…!!!
Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti hai..!!!
Ladki Apne Shayar Boyfrnd Se
Mujh Par Koi Shayri Karo,
Shayar: In Kali Kali Zulfo
Se Karte Ho Andhera, In Kali
Kali Zulfo Se Karte Ho Andhera
Ho Jao Takli Aur Kar Do Savera…!!!
Yaad Aaye To Aankhe Band Mat Karna,
Ham Chale Bhi Jaaye To Gham Mat Karna,
Yeh Zaruri Nahi Ki Har Rishte Ka Koi Naam Ho,
Par Pyaar Ka Ehsaas Apne Dil Se Kam Mat Karna…!!!
Tere Chehre Ki Chamak Sada Bani Rahe,
Hansi In Labon Pe Hamesha Saji Rahe,
Khuda Dor Rakhe Sare Ghamo Se Tujhe,
Khushi Tere Daman Mai Sada Bhari Rahe..!!!
ऐसे तेरी कमी सी लगती है,
आग जैसे हवा से सुलगती है,
याद आते है लम्हे सब बीते हुए,
जैसे जैसे यह शाम ढलती है..
अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो;
मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो।
चांद तारो से रात जगमागने लगी,
फूलों कि खुशबू से दुनिया मेहकने लगी,
सो जाओ रात हो गयी है काफी,
निंदिया रानी भी आपको दिखाने है आने लगी.
गुड नाईट
चिराग खुशियों के कब से बुझाए बैठे हैं,
कब दीदार होगा उनसे हम आस लगाए बैठे हैं,
हमें मौत आएगी उनकी ही बाहों में,
हम मौत से ये शर्त लगाए बैठे हैं..
मैं शिकायते भी किससे करूँ,
सब किस्मतों की बात है,
तेरी सोच में भी नहीं हूँ मैं,
मुझे लफ्ज़ लफ्ज़ तू याद हैं..
Mom Ki Tarah Pighalti Jaa Rahi Hain Ye Zindagi,
Kyun Iss Tarh Haath Se Fissal Rahi Hain Ye Zindagi,
Hum Tumhe Paana Chaahte Hai,
Dil Me Basaana Chaahte Hai,
Magar Kyun Unchaahe Sadmo Se Guzzar Rahi Hain Ye Zindagi!
Iss Zindagi Sey Sabhi Ko Mohbbat Hain,
Par Zindagi Kisi Ki Mohbbat Nahee Banti,
Tamana Le Kar Jeete Hai Yaha Sab Log,
Par Har Tamana Taqdeeer Nahee Banti!
Aey Zindagi Tu Itni Badsalukhi Na Kar,
Kaun Sa Yaha Hum Baar-Baar Aane Waale Hai!
Bahut Pehley Hi Unn Kadmo Ki Aahat Jaan Lete Hai,
Tujhe Aey Zindagi, Hum Door Se Hi Pehchaan Lete Hai!
Naa Ye Gul Naa Ye Gulistaan Hamaara Hain,
Jise Poojte The Naa Wo Farishta Hamaara Hain,
Chall Padhe Hai Jiss Manzil Ki Taraf Hum,
Naa Wo Manzil Naa Wo Raasta Hamaara Hain!
Bahut Kuchh Humne Khoya,
Aur Bahut Kuchh Paaya,
Kasam Se Iss Zindagi Ne Humein Bahut Hasaaya,
Bahut Rulaaya,
Phir Bhi Shikwa Nahi Iss Zindagi Se Hume Koi,
Kyunki Isi Ne Kuchh Haseen Dosto Se Bhi Milaaya!
Kashishh Honee Chaahiye Kisi Ko Yad Karnein Ki,
Lamhein Toh Apney Aap Hi Mill Jaayengein,
Wakt Hona Chaahiye Kisi Ko Milney Kaa,
Bahaane Toh Apney Aap Hi Mill Jaaynegein!
Ishq ki karte hai wo baat,
Magar ishq k dard ka unhe ehsaas nahi,
Ye ishq hai chand wo jo dikhta hai sabko,
Magar isse pana sab k bas ki baat nahi!!
Iss kudrat k karishmo me agar raat nahi hoti,
Toh khwab me unse mulaqat na hoti,
Wada to kar gaye wo ki ayege khwaab me,
Ab khushi k maare neend na aye to kya kare.
Kasoor na unka hai na hamara,
Hum dono bas rishto ki rasmein hi nibhate rahe,
Dosti ka ehsaas wo jatate rahe,
Aur hum is mohabbat ko bas dil me hi chipate rahe……
Humare seene se laga dil naa hamara ho saka,
Muskura ke tumne jo dekha, dil tumhara ho gaya!
Ham apne is ikhtiyar ki had sey guzar gaye,
tumhe chaha toh pyar ki had sey guzar gaye,
Ab Jaagi hain dil mei gulaabo ki aarzu,
Jab mausam-e-bahaar ki had sey guzar gaye!
Ham ashik pane ko ishk smajhte rahey,
Aur Jo pa bhi liya,
Wo ishk hai hi nahi,
Wo toh ishq-e-hararat hain!
हर ज़ख्म मुन्तजिर है तेरी एक निगाहै करम का,
आँखो मै नशा है तेरी मोहब्बत के झुटे भरम का,
ज़ख्म भी फूल बन के खिल जाते है मेरी रूह के,
जब बादे सबा पैगाम लाती है तेरी अंजूमन का..
ये दिल न जाने क्या कर बैठा,
मुझसे बिना पूछे ही फैसला कर बैठा,
इस ज़मीन पर टूटा सितारा भी नहीं गिरता,
और ये पागल चाँद से मोहब्बत कर बैठा..
कैसे करूँ मैं साबित,
कि तुम याद बहुत आते हो,
एहसास तुम समझते नही,
और अदाएं हमे आती नहीं..
अपने दिल की ज़मी पे तलाश कर मुझे,
अगर वहा नही तो कही नही मैं,
मोहब्बत हूॅ तेरे अहसासो मे,
नही तो फिर कही भी नही हूॅ मैं..
तेरा जाना दिल को कभी गँवारा ना हुआ,
ऐसा रूठा हमसे फिर कभी हमारा ना हुआ,
बहुत हसरत रही कि तेरे साथ चले हम,
बस तेरी और से ही कभी इशारा ना हुआ,
मौत अच्छी थी जिसने उठाया था मुझको,
जिन्दगी यू तेरा मुझे कभी सहारा ना हुआ..
Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne;
Ghalib Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh!
Jab Se Dekhi Hai Hum Ne Duniya Kareeb Se;
Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se!
Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne Ke Baad,
Ab Kisi Ko Dekhna Nahi Tumhe Dekhne Ke Baad,
Duniya Chhod Denge Tumhe Pane Ke Baad,
Khuda Maaf Kare Itna Jhooth Bolne Ke Baad..!!!
वो नही मेरा मगर उस से मोहब्बत है, तो है,
यह अगर रस्मों रिवाजों से बगावत है, तो है,
सच को मैंने सच कहा, जब कह दिया तो कह दिया,
अब ज़माने की नज़र मे यह हिमाक़त है, तो है…!!!!
The one thing we can
never get enough of is love,
And the one thing we
never give enough is love..!!
मुझे फिर तबाह कर मुझे फिर रुला जा
सितम करने वाले कहीं से तू आजा
आँखों में तेरी ही सूरत बसी है,
तेरी ही तरहा तेरा ग़म भी हंसीं है..!!!
ये लकीरें, ये नसीब, ये किस्मत सब फ़रेब के आईनें हैं,
हाथों में तेरा हाथ होने से ही मुकम्मल ज़िंदगी के मायने हैं…!!
बेझिझक मुस्कुराये जो भी गम है,
जिंदगी में टेंशन किसको कम है,
अच्छा या बुरा तो केवल भ्रम है,
जिंदगी का नाम ही कभी ख़ुशी कभी गम है.!!!
Sache pyar ka pyar hi dastur hai,
Kabhi ankhe band kar ke yaad
karna to kabhi khayalo mein kho jaan..!!
निगाहों से निगाहें मिला कर तो देखो,
कभी किसी लड़की को पटा कर तो देखो,
हसरतें दिल में दबाने से क्या फ़ायदा,
अपने हाथों से ज़रा दबा कर तो देखो..!!
मेरे खवाबो मे आना आपका कसूर था,
आपसे दिल लगाना हमारा कसूर था,
आप आए थे जिन्दगी मे पल दो पल के लिए,
आपको जिन्दगी समझ लेना हमारा कसूर था…!!!
Comments
Post a Comment