Skip to main content

Heart Touching Hindi Lines & Quotes, Best Love Status in Hindi - Love Status [500+], 201 Best WHATSAPP Status in HINDI- LOVE ATTITUDE ...

Heart Touching Hindi Lines & Quotes




Zindagi Kitni Khubsurat hoti,
Agar teri chahat adhoori na hoti,
Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak,
Magar pyar mein itni dooriyan na hoti

Tum mano Na Mano hm yaad karenge tum sMJho na sMJho huM aitbaR krege kya kre ya Rishta hi kuch esa he tum Msg kR0 ya Na kR0 hM intezaR kaRen

There are lot of people who call you by your name ......
But there is only one person who call it makes such a lovely sound


Hame dekh k chehra ghuma lete hai,
mere naam pe najre fira lete hai,
par ek bat pe na chale jor unka,
krte hai baatein gairo ki,
lekin kasme mere nam ki kha lete hai..


Cute Love Quotes In Hindi
Apko paakar ab khona nahi chahate.
Itna khush ho ker ab rona nahi chahate.
Yeh aalam hai hamara aapki judai se.
Aankho mein neend hai magar sona nahi chahate.



Tum dost ho mere sada k liye,
Main zinda hoon tumhaari wafa k
liye,
Kar Lena laakhon shikwa mujhse
magar,
Na hona khafa khuda k liye.


Kisi k paas ane me waqt lagta h
kisi ko apna banane me waqt lagta h,
humne bahut pahle mangi thi apki dosti,
par khuda ne kaha anmol cheez pane me waqt lagta hai.


Kabhi b Kisi ki bat par aitbar mat karna,
Dosti ki had kabhi par na karna,
Kho doge use hamesha k liye,
Isliye jo sabse achcha lage usse kabhi pyar na kaRna.


Cute love quotes in Hindi -
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,
Diwane Hi To Hai Hum Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai


Har dua mein manga hai unko,
har nazar mein dhoonda hai unko,
har saans mein pukara hai unko,
apni maang mein swaara hai unko,
har lakeer mein dekha hai unko,
har khushi aur gum mein pukara hai unko...
Aur wo khte hain k aap hamein yd hi nhi krte.



Rulane wale akhir hame rula denge
zaher deke gehari nind sula denge fir bhi koi gum na hoga hume
dard to tab hoga jab aap hume bhula denge.

Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge
aakhon se aansu nikalte rahenge
aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo
hum to mom bankar pighalte rahenge..



Hum iss qadar tumpe mar mittege
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki
daastaan duniya vaale likhege


Dil Ki Dhadkan Se Teri Awaz Aati Hai,
Meri Har Saans Se Teri Awaz Aati Hai ,
Na Jane Kya Ho Gya Hai Muje ,
Main Baat Karta Hu Teri Awaz Aati Hai…


Chahat Teri Pehchan He Meri…
Mahobbat Teri Shaan He Meri…
Hoke Juda Tujse Kya Reh Paunga…
Tu To Aakhir Jaan he Meri…


Duniya jise neend keheti hai,
Jane woh kya cheez hoti hai,
Aankhe to hum bhi band karte hain,
Aur woh aapse milne ki tarkeeb hoti hai...


Kaun kehta hai dil pagal hai
Pagalpan to sirf aik bahana hai
Aik bar hans kar muskura kar to dekho
Yeh pagal tumhara deewana hai…


Ye Promise Hai Humara,
Na Chhodenge Kabhi Saath Tumhara.
Jo Gaye Tum Hume Bhool Kar,
Le Aayenge Pakad Kar Haath Tumhara.


Sajte dil ke tarane bahot hai,
Zindagi jine ke bahne bahot hai,
Aap hamesha muskurate raho,
Aap ke muskurahat ke deewane bahot hai…



Zindagi hai nadan isi liye chup hoon.
Dard hi dard subah shaam isliye chup hu.
Keh du jamane se dastan apni usme,
Ayega tera nam isliye chup hu. Love u.

Sirf “MOHABBAT” Hi Nahi Duniya Me
Jo “DARD” Ke Liye Zimmedaar Hai,
Kambakht “DOSTI” Bhi Bahut Takleef Deti Hai,
Agar “DIL” Se Ho jaye to.

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti,
Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti,
Agar hota khuda ko ehsaas dard ka,
to use dard dene ki Aadat nahi hoti..

Na wo aa sake na hum kabhi ja sake,
na dard dil ka kisi ko suna sake,
bus khamosh baithe hain unki yaado mein,
na usne yaad kiya na hum use bhula sake…

Ek Dard Mujhe jine Nhi Deta,
Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta,
Main Unki Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye,
Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta.

Har Lafz me Matlab Hota Hai,
Har Matlab me Fark Hota Hai,
Sab Kehte Hai ke Hum Haste Bahut Hai,
Lekin Hasne Walon ke DiL me Hi DARD Hota Hai.

Ye zindgi hasin hoti he
Chahne se to har dua qabul hoti h
Kehne ko to sb apne h
Par kash koi aisa ho jo kahe
Tere Dard Se Muje Takleef Hoti H.

Love Status



Thokar khaate hain aur muskurate hain
Iss dil ko sabra karna sikhata hain
Hum to dard lekar b logon ko yaad karte h
Aur log dard dekar b bhool jate hain.

DiL Me Har Baat Aaj Bhi Wahi Hai
Zahir Hai Tujhpe Mera Haq Nahi Hai
Dekhte Dekhte Yu Manzar Badal Gaya
Tu Mera Hokar Bhi Mera Nahi Hai.

Kisi k dil ka drd kisne dekha h..
Jisne dekha h sirf chehra dekha h..
Dard to tb hota h jb koi apna hi humko na samjhe..
Gairo k samne to humne sirf hasna sikha h..

Aye zindagi bta tu meri kya lagti h..
Kabhi raazi to kbhi khafa lagti h..
Itna dard diya h tune mere seene mein..
Saans bhi leta hu to zakhmo ko hawa lagti h..

Ae dil kahi le chal tera bada karam hoga,
Na hum honge na koi gam hoga,
Unko takleef hoti hai meri mohbbat se,
Hum hi na honge to unka thoda dard to kam hoga

Aansu na hote to aankh itni haseen na hoti,
Dard na hota to khushiyo kya hoti,
Puri karte khuda yuhi sab muraade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti.

JO Nazar Se Guzar Jaya Karte Hain,
Wo Sitare Aksar Toot Jaya Karte Hain,
Kuch Log Kabhi Apne Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bus Chup’Chap Bikhar Jaya Karte Hain.

DIL Ki KhwaiSh”Ko Naam Kya Du?
PyaR”Ka Use PaiGam Kya Du?
Is DIL Me”DaRD Nhi UsKi YaaDe He,
Ab YaaDe”Hi DaRD De To Use ILzaam Kya Du.??

Kab Niklta H Koi Dil me Bas Jane k bad,
Dard Kitna hota H bichad Jane k bad,
Jo pas Hota H Uski Kadar Nhi Hoti,
Kami mehsus hoti h Dur Jane K bad..

Dard kafi hai bekhudi ke liye,
Maut zaruri hai zindagi ke liye,
Kaun marta hai kisi ke liye?
Hum to zinda hai sirf aap ke liye.

Dard hai dil me par iska ehsaas nahi hota.
Rota hai dil jab wo paas nahi hota.
Ghayal ho gaye hum unke pyar me.
Aur wo keh gaye iss tarah pyar nahi hota.

Kinaron par moti mila nhi karte ,
Dard me kbhi gila nhi karte,
Hum acche na sahi…..bure hi sahi…..
Par hum jaise bure b hr kisi ko mila nhi karte.

Sans tham jati hai par jaan nahi jati..
Dard hota hai par awaz nahi aati..
Ajib log hai is zamane mein..
Hum bhul nahi pate aur kisi ko yaad bhi nhi aati.

Toote khowab ko fir sajana ata hai,
roothe dil ko bhi manana aata hai,
aap hamare gum ko dekh kar pareshan mat hona,
kyu ki hame dard me bhi muskurana ata hai.

YaadeiN Achchi Ho Ya BuRi Deti DaRd Hi HaiN
PhiR Bhi Log is DaRd Ke Liye Tadpate HaiN
AuR Kahte HaiN “iNcRediaBle MeMoRies”

Har zakhm kisi thokar ki meharbani hai,
Meri zindgi ek dard bhari kahani hai.
Mita dete is dard ko sine se,
Magar kambakht ye dard hi to unki aakhri nishani hai.

Status in HINDI


Yaad krne se kisi ka didar nhi hota,
yuhi kisi ko yad krna pyar nhi hota,
yadon me kisi ki hum B tadpte h,
bas hum se dard ka izhar nhi hota..

Wo silsile wo shauk wo gurbat na rahi.
Fir yu hua k dard me shiddat na rahi.
Apni zindgi me ho gye masroof wo itna.
Ki hum ko yaad karne ki fursat na rahi.

Dard dene wale bahut milte hai.
Magar dard lene wale kam milte hai,
Najuk waqt me hame yaad karna,
Kyunki zindagi me dil se chahne wale kam milte hai.

Aankhein To Pyar Me Dil Ki Zuban Hoti Hai
Sachi Chahat To Bezubaan Hoti Hai
Pyarme Dard Bhi Mile To Kya Ghabrana
Dardse Hi To Chahat Jawan Hoti Hai

Pyaar to zindgi ko sajaane k liye hai.
Par zindgi bus dard bahane k liye hai.
Mere ander ki udaasi kaash koi padhe.
Ye hasta hua chehra to zamaane k liye hai.

Har Dil Me Dard Chupa Hota He,
Byan Karne Ka Andaz Juda Hota He,
Kuch Log Aankho Me Dard Bata Dete He,
Aur KISI Ka Dard Hassi Me Chupa Hota Hai…

Na jane aap par itna yaken kyu h
Aapka khyal bhi itna haseen kyu h
Suna h pyar ka dard meetha hota h
Toh phir aankh se nikla aansu namkeen kyu h.

Uski Aarzu Meri Zindgi Ka Khwab Hai…
Jiski Manzil To Hai Mgar Rasta Kharab Hai..
Hasi S Mere Gam Ka Andaza N Lagao Yaro..
Is Dil Ka Hr Panna Dard ki kitaab h.

Har shabd me arth hota hai,
Har arth me fark hota hai,
Sab kehte hai k hum haste bahut hai,
Lekin hasne walon k dil me bhi dard hota hai

Dard Se Haath Na Milate To Kya Karte.
Gum Ke Aansu Na Bahate To Kya Karte.
Usne Maangi Thi Roshni Humse.
Hum Khud Ko Na Jalate To Kya Karte.

Tajmahal to dard ki imarat hai
Jiske neeche dafan kisi ki mohbbt hai.
Khuda sabhi pe itna karam karna
Kisi ki mohbbt ko patthar me na dafan karna.

Teri yado ki mahak in hawao me hai
Pyar hi pyar bikhra in fizaon me hai
Aisa na ho ki duriya dard ban jaye
Aaja ki intjar in nigaho me hai

Shikayat He Apse Par Bol Nhi Sakte
Bahot Dard Chupa he Dil Me Pr Dikha Nhi Sakte
Aapse Mile Bina Reh Lenge
Magar Yaad Kiye Bina Reh Nhi Sakte.

Dard Hota h Magar Shikwa nahi karte
Kon kehta h Hum Wafa nahi Karte
Aakhir Q nahi Badalti Taqdir Meri
Kya Mere Chahne Wale Mere Liye DUA Nahi Karte?

1 DIL or Laakh Smjane waale
Agr Samajh N Aye to Kya Kre
Dard DILka Ho to Seh Le
DIL Hi Dard BaN Jaye kya Kre

Yaad BASI He Sine Me Dard Ki Tarah
Rehte Ho NIGAHO Me Khwab Ki Tarha
Ham To G Rahe He Mar-Mar Ke
Tum BHUL Gaye Hame Li Hui Saans Ki Tarha.

Dard Ne Kisi Ko Tadpaya Na Hota
Ankho Ne kisiko Rulaya Na Hota
Khushi Hi Khushi Hoti Hr Kisi Ke Paas
Agr khuda Ne iS MOHABBAT ko BaNaya Na Hota

Kitne DARD Chhupe He Dil Me
Hum TANHA He Bhari Mehfil Me
Pyar Ki Aas Me ChaL Pade The
Magar,Kya Pata Tha Aansuo Ka Karva Milega Raaho Me

Barsaat Ki Hr Bund Me Samaae Ho Tum
Hr Dil Me Khaas Jagah Banai Ho Tum
Yu To Humdard Ki Kami Nhi
Pr N Jane Q Bahut Yad Aae Ho Tum

SHAMA ki roshni se andhera dur hota hai,
duniya me hr koi majbur hota hai,
tum ho,mai hun ya ho aur koi..
dard sirf usi ko milta h.jo bekasur hote he.

Tu Kya Jane TujhSe PYAR Krne Ki Kya Saza MiLi HE
Jb Mehsus Hota H DARD Tadap Uthta Hu
Na Jane Tere JHOOTE Pyar Me
Aur Kitno Ka DIL Tuta He

Wo rat dard aur sitam ki rat hogi,
Jis rat ruksat unki barat hogi,
Uth jate he ye soch k ham nind se,
Ki ek gair ki baho me meri sari kaynat hogi.

Apko Pane Ki Khwais Jine Se Jyada
Apko Khone Ka Dar Marne Se Jyada
Apse Bichdne Ka Dard Hr Drd Se Jyda
Q Ki Hum Apko Chahte He Khud Se Jayda

DARD KI DEEWAR PE FARIYAAD LIKHA KARTE H
HAR RAAT TANHAYI KO ABAAD KIYA KARTE H
AE KHUDA UNHE KHUSH RAKHNA
JISE HUM TUMHARE BAAD SABSE JYAADA YAAD KIYA KARTE H.

Tute Patte Ka Dard Uski Shakh Se Puchho
Dharti Ki Pyas Barsat Se Pucho,
Yaad Karte Hai Hum Aapko Kitna,
Ye Hum Se Nahi Bas Apne Aap Se Puchho..

Aansu Aankhon Se Girne Na Paye,
Na Dard Ho Kabhi Apko, Na Kabhi Chot Aaye.
Mere Hisse Me Khushiya Zyada To Nhi,
Par Rab Se Dua Hai Wo Bhi Aapko Mil Jaaye.

Mere dil ka dard kisne dekha hai,
Humey bas khuda ne hi tadpate dekha hai,
Hum Tanhai me Bethkar ROTE Hai,
Par Logo ne Hume Har Waqt HASTE Hue hi Dekha hai!

Kya kahen kuch kaha nahi jata,
Dard hai par saha nahi jata,
Mohabbat ho gaye hai is kadar apse ki
bina yaad kiye apko raha nahi jata…..

Wo jo hame tanha chod gaye,
Khud na ruk sake to apni yaadein chod gaye,
Gam na sahi per dard is baat ka hai,
Ankho se karke wada vo honto se tod gaye.

Tute Patte Ka Dard Uski Shakh Se Puchho,
Dharti Ki Pyas Barsat Se Puchho,
Yaad Karte Hai Hum Aapko Kitna,
Ye Hum Se Nahi aap Apne Aap Se Puchho.

Aarju ye nhi ki gam ka toofan tal jaye,
Fikar to ye hai aapka dil na badal jaye,
Kbhi mujhko agar bhulana chaho to,
Dard itna dena ki mera dam nikal jaye.

Teri tasveer ko chupaa rakha hai palkon mein,
Par inko ye baatana nahi aaya,
Sote main nam ho jati hain,
Par palkon ko abhi tak dard chupana nahi aaya.

Na vo aa sake na ham ja sake ,
Dard dil ka kisi ko na suna sake ,
Yaadon ko lekar baithe hain aas me unki ,
Na Vo bhula sake na ham bhula sake.

Teri dosti ne mujhe dard sahna sikha diya,
Marti hui ruh ko jina sikha diya.
Kya kahu kya hai tera sath mere liye,
Tere sath ne mere aansuo ko muskurana sika diya.

Itna pyar mat dena ki bigad jaye hum,
Zara dard b dena taki sudhar jaye hum,
Galti ho jaye to khafa ho jana hamse.
Magar itna b na hona ki mar hi jaye hum.

Likhne wale ek ehsan likh de.
Mere yaar ki takdir me uska pyar likh de.
Na mile kabhi dard use mohobbat me.
Tu chahe to meri takdir me gum hazar likh de.

Aansu Ankho Se Kabi Girne Na Paye.
Na Dard Ho Apko Na Kabi Chot Aaye.
Mere Hisse Me Khushia Zada To Nahi.
Par Rab Kare Wo Bhi apko Hi Mil Jaye.


Kisi ne bhUl k Mujse pUch lia, Aaj Ki, Kase ho?
Maine kaha, Zindgi mai GAM hai,
GAM mai Dard hai,
Dard mai MAZA hai,
Aur Main MAZEY” mai hu.

Comments

Popular posts from this blog

Royal Rajwadi Nawabi Status Messages and Shayari

Royal Rajwadi Nawabi Status Messages and Shayari शान से जीने का शौख है , वो तो हम जिएंगे ही ।तू बस अपने आप को संभाल हम तो युही चमकते रहेंगे । "मेरा बुरा चाहने‬ वालो समझ लो तुम्हारी मौत आई हैँ, क्योकि यमराज तो अपना छोटा भाई हैँ ।" ऐसा कोई शहर नहीं, जहा अपना कहर नहीं, ऐसी कोई गली नहीं जहा अपनी चली नहीं ।" "मुझे हराकर कोई मेरी जान भी ले जाए मुझे मंजुर है, लेकिन धोखा देने वालों को मै दुबारा मौका नही देता ।" "हमारी रगों में वो खून दोड़ता है, जिसकी एक बूंद अगर तेजाब पर गिर जाए तो तेजाब जल जाये । ताज कि फिकर तो बादशाहों को होती हे , हम तो राजपूत हे ,और राजपूत अपनी सियासत खुद लेकर चलते हे| Tum kya apne aap ko Mughal-e-Azam, hum log ko Anarkali samajhta hai be ... kitna nacha raha hai? Badshah ke paas badshah nahi aayega toh kya ghulam aayega राजपूत शब्द स्वयम् में आग है अंगार है…त्याग भी है दया भी पर अंत में संहार है | humko jhukane walo hum nahi jhukne wale hai rajput hai hm bus raj karte jaynge मेरी शराफत को तुम ब

Punjabi Status for daughter and son

Punjabi Whatsapp Status Gutt waali sardarni ni labhdi.. Muchha wale sardar tahio chadde ne Ghodi nukri te muchh dove shonk ne.. Dove jaane sambh puri mangde Hath per ghadi koyi bhi Bani hoye.. per waqt apna hona chahiye da hai Dunia me SirF 2 Chize hi MasHoor Han, Mera Style OR Mere GF Ki SmiLe... Hum 'Kimat' nal nHi 'Kismat' Nal Milde Haa.... Na chhuri rakde ha, or Na pistol rakhde ha, DILWALO da beta hu bas dil wich jigar rakhda hu! Log sade to jal rahe han.. Lagda hai apne sikke bhe Is seher wich chal rahe ne.. Umar che to apa chota ha per Bade-Bade Aashiq sanu salam thokde Ne.. Kale Rahna Mera Attitude hai..?? Mere door Hamesha khula ha Tusi Jado Marji Mil Sakde ho.. Mera attitude meri Zeb Vich hai...!!! Mera Attitude Dosre de behaivor te Depend karda hai... Mera Style vakhra hai Copy na kro.. Chehra ‪‎khaas‬ ni! 12 v ‪‎paas‬ ni! Munda ‪shikari‬ banda... Zindgi che Sucess hon lye positive Attitude Chaida hai.... Mera Attitude is 'GoD' gift and koi be Is

Cute hindi lines, Heart Touching Hindi Lines & Quotes, Hindi Sayings, cute hindi sayings, short romantic hindi, Cute Love Sms for Her in Hindi

C u te h in di li ne s Mar te honge lakho tujhpar. hum to tere sath marna chahte hai ♡ ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶       ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ Wo Mujhse Door Rehkar Khush Hai Toh Rehne Do Use, Mujhe Chahat Se Zyada Uski Muskurahat Pasand hai. ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ Wo Mujhse Door Rehkar Khush Hai Toh Rehne Do Use, Mujhe Chahat Se Zyada Uski Muskurahat Pasand hai. ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ होता अगर मुमकिन, तुझे साँस बना कर रखते सीने में, तू रुक जाये तो मैं नही, मैं मर जाऊँ तो तू नही.. ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ वादे वफ़ा के और चाहत जिस्म की. अगर ये मोहब्बत है तो फिर हवस किसे कहते है..! ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ Aksar sukhe huye honthon se hi hoti he meethi baatein, Pyas bujh jaye to alfaz or insan dono badal jaya karte he. ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ pyaar aap se kitna karte he bata nai sakate, bas jee nai sakte aap ke bina ye bhee sach he. ⊱✿ ✣ ✤ ✥ ✦ ✧ ✶     ❉ ❋ ❖ ⊹ ✿⊰ Ab Maayus Kyu Ho Uski Bewafayee Par, Tum Khud Hi kehte the wo Sabse alag he. ⊱✿ ✣ ✤ ✥